Hindi Song: Kise Aawaaz Doon

Movie or Album: Jugaad

Singer(s): Adeel

Music Director(s): Sachin Gupta

Lyricist(s):
Saahil Sultanpuri



hmm mm mm mm hmm mm mm mm mm mm mm mm........

apani tanhaayiyon mein koi saaya bhi nahi - (2)
koi apana bhi nahi, koi paraaya bhi nahi
kise aawaaz doon - (4)

saari jhuti baatein hain, din apane na raatein hai

ho o saari jhuti baatein hain, din apane na raatein hai
pal pal ek kahaani hai, jo jivan bhar dohraani hai
kise aawaaz doon - (4)

chehare kya tasweere hain, na khwaab hai na taabirein hai

chehare kya tasweere hain, na khwaab hai na taabirein hai
aas hai jo ke jivan hai, ulajha ulajha bandhan hai
kise aawaaz doon - (4)
apani tanhaayiyon mein koi saaya bhi nahi - (2)
koi apana bhi nahi, koi paraaya bhi nahi
kise aawaaz doon - (6)

View Jugaad Movie Lyrics


0 comments