Hindi Song:Marjaani (Electro House)

Movie or Album: Billu Barber

Singer(s): Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan

Music Director(s): Pritam

Lyricist(s): Gulzar

Oo Oo
Oo Oo
Oo Oo
Oo Oo

Theek hai theek theek sab kuch theek hai
Paas hai sab kuch rab nazdeek hai

Oo Oo
Oo Oo

Heyyyy Rab ke hazur mein kasmein bhi kha li
Duniya ki auni pauni Rashmein nibha li
Oo Oo
Oo Oo
Phir bhi na koi to dafa kar
Mane jo mane na mane jo bhala kar

Duniya na mane kashmanu khaye
Kashmanu khaye mar jaani

Haayee Mar jaani mar jaani
Mar jaani mar jaani

Oye kashmanu khaye mar jaani


[Mar jaani mar jaani
Mar jaani mar jaani

Oye kashmanu khaye mar jaani ]2

Oo Oo
Oo Oo


Oo Oo
Oo Oo

Haye khayal bhi jaane kya kya
Sochata rehta hai ga uff
Ki nochta rehta hai ga

Hey Tu mud ke dekha na kar
Jo sar mein soch jayegi
To paun mein moch aayegi

Uth uth ke raathon mein
Dard yeh pala hai
Andhi jawani mein dard ek chhala(ulcer) hai

Dil tera na roke baliye
Dil tera na toke baliye
Dil tera sansar hey ga
Lage dil ko beimaani

[Mar jaani mar jaani
Mar jaani mar jaani

Oye kashmanu khaye mar jaani ]2


Haan chalo ab dur yahan se
Paahado se bhi aage woh
Jahan per subha jaage

Ho Bade sab kehte hain yeh
Chuno acche hum saaaye
Samjh ke jo samjhaye

Ro ro ke raathon mein
Aankhein bhi khali ki

Likh likh ke tarikhe Diwar kaali ki
chup kar chup chup kar baliye
Bhage le chup chup kar chhup kar baliye
Duniya se bhage duniya mein
Duniya ko hui hairaani

[Mar jaani mar jaani
Mar jaani mar jaani

Oye kashmanu khaye mar jaani ]2


Theek hai theek theek sab kuch theek hai
Paas hai sab kuch rab nazdeek hai

Oo Oo
Oo Oo

Heyyyy Rab ke hazur mein kasmein bhi kha li
Duniya ki auni pauni Rashmein nibha li
Oo Oo
Oo Oo
Phir bhi na koi to dafa kar
Mane jo mane na mane jo bhala kar

Duniya na mane kashmanu khaye
Kashmanu khaye mar jaani


Oye kashmanu khaye mar jaani


[Mar jaani mar jaani
Mar jaani mar jaani

Oye kashmanu khaye mar jaani ]2

View Billu Barber Movie Lyrics

0 comments